×
Corrigir

Tu Muskura

Yuvvraaj

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hoon mein aahatein teri

Labon se aake cho de apne lab zara
Tu mukura jahan bhi hai tu muskura

Sharir se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hoon mein aahatein teri

Aisa hota hain khayalon mein aksar
Tujh ko sochoon toh mahak jati hoon

Meri rooh mein basi hain teri khushboo
Tujh ko choo loon to bahek jaati hoon


Teri aankhon
Teri aankhon mein koi to jaadu hain
Tu muskura jahan bhi hai tu muskura

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hoon mein aahatein teri

Tez chalti hain hawaaon ki saansein
Mujhko baahon mein lapet ke chupale

Teri ankhon ki hasin loriyon main
Main badan ko bichoon tu sulale

Teri aakhon mein Teri aakhon mein koi to nasa hai
Tu muskura jahan pe hai tu muskura

Tu muskura jahan bhi hai tu muskura
Tu dhoop ki tarah badan ko choo zara

Sharir se yeh muskurahatein teri
Badan mein sunti hoon mein aahatein teri






Mais tocadas

Ouvir Yuvvraaj Ouvir