×
Corrigir

Hum Tum Aur Ghost

Shankar Mahadevan

Chalo keh do hum duniyawaalon se hatke hain
Jo sidhey lage dilpar hum aise jhatake hain

Maine abb jaana hai rehate hai kaise deewaane
Chhoda hai duniya ko aur basaaye hai yeh viraane
Hum tum aur ghost, hum bade hi niraale hain
Hum tum aur ghost, bade hi matwaale hain
Hum tum aur ghost, dil khoya marke humne
Hum tum aur ghost, hum aise dilwaale hain

Tumne marke dikhaaya phir bhi hai jina sikhaaya
Tum jo karte ho koyi bhi kar de toh maanu main
Yuun toh kahin nahi hum, phir bhi hai yahin kahin hum
Duniya yeh saari baatein jo samajhe toh jaanu main
Kya baat hai kya andaaj hai aur kya khatke hain
Hum chale gaye the aaye hum toh palatke hain

Maine abb jaana hai rehte hai kaise deewaane
Chhoda hai duniya ko aur basaaye hai yeh viraane
Hum tum aur ghost, hum bade hi niraale hain
Hum tum aur ghost, bade hi matwaale hain
Hum tum aur ghost, dil khoya marke humne
Hum tum aur ghost, hum aise dilwaale hain

Chalo keh do hum duniyawaalon se hatke hain
Jo sidhey lage dilpar hum aise jhatke hain
Maine abb jaana hai rehte hai kaise deewaane
Chhoda hai duniya ko aur basaaye hai yeh viraane
Hum tum aur ghost, hum bade hi niraale hain
Hum tum aur ghost, bade hi matwaale hain
Hum tum aur ghost, dil khoya marke humne
Hum tum aur ghost, hum aise dilwaale hain
Hum tum aur ghost, hum bade hi niraale hain
Hum tum aur ghost, bade hi matwaale hain
Hum tum aur ghost, dil khoya marke humne
Hum tum aur ghost, hum aise dilwaale hain
Hum tum aur ghost

Mais tocadas

Ouvir Shankar Mahadevan Ouvir