×
Corrigir

Pooja Karo Jeese Jaan Se

Lata Mangeshkar

Karwa Chauth Ka Pawan Vrat Karti Hai Jo San Naari
Mit Jaati Hai Uske Swami Ki Vipdaye Saari
Pooja Karo Ji Se Jaan Se Hey Ri Saheli O Bhagwan Se
Pooja Karo Ji Se Jaan Se Hey Ri Saheli O Bhagwan Se
Sab Maang Lo Sab Maang Lo Bas Ye Maang Kar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar Pooja Karo Ji Se Jan Se
Hey Ri Saheli O Bhagwan Se Sab Mang Lo Bas Ye Mang Kar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar Mere Piya Ki Ho Lambi Umar

Usko Meri Sab Khushiyan Mile Kaante Mujhe Use Kaliyan Mile
Usko Meri Sab Khushiyan Mile Kaante Mujhe Use Kaliyan Mile
Wo Yun Hi Hansta Gata Rahe Kuchh Bhi Mujhe Ho Jaye Magar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar Sab Mang Lo Bas Ye Maang Kar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar Mere Piya Ki Ho Lambi Umar
Saare Sahare Hai Naam Ke Ye Heere Moti Kis Kaam Ke
Saare Sahare Hai Naam Ke Ye Heere Moti Kis Kaam Ke
Jab Mangu Tab Mai Mangu Yahi Daata Ko Kuchh Dena Ho Agar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar Sab Maang Lo Bas Ye Maang Kar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar Mere Piya Ki Ho Lambi Umar

Sabse Bada Hai Din Aaj Ka Ye Din Mere Sar Ke Taaj Ka
Sabse Bada Hai Din Aaj Ka Ye Din Mere Sar Ke Taaj Ka
Majhi Hai Wo Meri Naw Ka Mujhko Nahi Tufano Ka Dar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar Sab Maang Lo Sab Maang Lo
Bas Ye Maang Kar Mere Piya Ki Ho Lambi Umar
Pooja Karo Ji Se Jaan Se Hey Ri Saheli O Bhagwan Se
Sab Maang Lo Bas Ye Maang Kar Mere Piya Ki Ho Lambi Umar
Mere Piya Ki Ho Lambi Umar






Mais tocadas

Ouvir Lata Mangeshkar Ouvir