×
Corrigir

Main Phool Bechati Hu

Lata Mangeshkar

koi aan bechata hai koi shaan bechata hai - 2
kya kya jahaan mein tauba insaan bechata hai
main phool bechati hoon - 2
main hu phoolwali
main phool bechati hoon - 2
main hu phoolwali
ho janab-e-ali main phool bechati hoon
main phool bechati hoon main hu phoolwali

bhagwaan ki ho pooja o~
bhagwaan ki ho pooja ya pyar ke ishaare
hote hai iss jahaan mein phool se kaam sare
dukhe ne bandha phoolon ka sehra
dulhan phool;on ki mala
main phool bechati hoon main hu phoolwali
main phool bechati hoon

kis kaam ki yeh bindiya o~
kis kaam ki yeh bindiya kis kaam ka yeh kajra
sau singhaar pe hain bhaari ??
jo yeh lagaye sajan ko yeh bhaaye gori ho ya kali
main phool bechati hoon main hu phoolwali
main phool bechati hoon

ek roj ek ladka o ~
ek roj ek ladka phool le gaya tha
jaate hue woh apna dil de gaya tha
socha na samjha kha baithi dhokha
main thi bholi bhali
main phool bechati hoon
koi aan bechata hai koi shaan bechata hai
kya kya jahaan mein tauba insaan bechata hai
main phool bechati hoon - 3

Composição: Anand Bakshi





Mais tocadas

Ouvir Lata Mangeshkar Ouvir