×
Corrigir

Main Kaun Sa Geet Sunaaun

Lata Mangeshkar

main kaun sa geet sunaoon, kya gaoon,
jab piyaa bas jaaye, tere tan man mein
khil jaaye koyee kaliyaan, haaye kaliyaan
bahaar le aaye sooni bhagiyan mein

yeh kaise achaanak binaa koyee aahat
chaley aaye ho thum mere jindagi mein
tume aaj paakar mai sub kuch bulaakar
magan ho ke dhoobhi huyee ho khushi mein
ithne hi rang salone haaye,
salone ban gaye hai mere khaali sawan mein
main kaun sa geet ...

kabhee tum sahara banoge hamara
naye baath khal thak nahiin maanthi thi
magar aaj kaise yeh lagtha hai jaise
main har ek janam mein tumhe jaanthi thi
lag tha hai saari duniyaa, saari dhunyaa,
chal gaye hai saj ke, jaise tan tan mein
main kaun sa geet ...






Mais tocadas

Ouvir Lata Mangeshkar Ouvir