×
Corrigir

Jaane do Jaane do Mujhe Jaana Hai

Lata Mangeshkar

Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
Aaj kisise mulaakaat hai meri
Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
Meri jaan hai wo

Baag mein wo mera intezaar karega khat uska aaya hai mujhe usne bulaaya hai
Mere siva tu kisika naam nahi lena aaisi bewafaai se tu kaam nahi lena
Tu use chahe mujhe hairangi hain main tujhe chaahu teri deewaangi hain
Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
Aaj kisise mulaakaat hai meri
Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
Meri jaan hai wo
Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai

Jab hum milte hai phool khilte hain taaron ki chhaon mein sapanon ke gaon mein
Aisa kya hai usmein jo mujh mein nahi hain kya wo naujawaan mujhase bhi hasi hai
Tu kaha woh kaha hairangi hai teri mohabbat deewaanagi hai
Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai
Aaj kisise mulaakaat hai meri
Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo
Meri jaan hai wo
Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai

Achha chal main tere saath chalta hoon dekhu to yaar ko tere dildaar ko
Seene mein ye gum ka pahaad phat jaayega dekhega use to tu jal phat jaayega
Gussa nahi ye deewaanagi hai tu saath aaye hairaangi hai
Aane de aane de mujhe aana hai na na jaane do jaane do mujhe jaana hai - 2

Mais tocadas

Ouvir Lata Mangeshkar Ouvir