×
Corrigir

Hum Tumse Mile

Lata Mangeshkar

(hum tumse mile phir judaa ho gaye
dekho phir mil gaye
ab hoke judaa
phir mile na mile
kyon na aaisa kare
mil jaaye chalo hum sadaa ke liye) - 3

dil mein hamein tum basa lo
saare jahaan se chhupa lo
hum band karte hai aankhen
lo humse humko chura lo
dhundh ke sab rahe
puchhate sab rahe
hum tumse mile phir judaa ho gaye
dekho phir mil gaye
ab hoke judaa
phir mile na mile
kyon na aaisa kare
mil jaaye chalo hum sadaa ke liye

chhotisi yeh zindagaani
usse bhi chhoti jawani
hona kabhi khatam lekin
yeh toh dilon ki kahani
tum kaho hum suno
tum suno hum kahe
hum tumse mile phir judaa ho gaye
dekho phir mil gaye
ab hoke judaa
phir mile na mile
kyon na aaisa kare
mil jaaye chalo hum sadaa ke liye

hum ek hai do nahi hai
do naam hai kyon humare
hum aur kuchh bhi nahi hi
hum hai deewane tumhare
bas issi naam se
sab pukare hamein
hum tumse mile phir judaa ho gaye
dekho phir mil gaye
ab hoke judaa
phir mile na mile
kyon na aaisa kare
mil jaaye chalo hum sadaa ke liye






Mais tocadas

Ouvir Lata Mangeshkar Ouvir