×
Corrigir

Hum Banjaron Ki Baat Mat Puchho

Lata Mangeshkar

hum banjaron ki baat mat puchho ji - 2
jo pyar kiya toh pyar kiya
jo nafarat ki toh nafarat ki
achha yeh baat hai toh phir aayenge - 2
hum tere pyar ko aazmaayenge
hum banjaron ki baat mat puchho ji
jo pyar kiya toh pyar kiya
jo nafarat ki toh nafarat ki

hum dil nahi dete hum jaan dete hain
hum dil nahi lete hum jaan lete hain
yeh dushamni hain tum dosti na samjho
dil ki lagi hain tum dillagi na samjho
dil ke maaro ki baat mat puchho ji - 2
jo pyar kiya toh pyar kiya
jo nafarat ki toh nafarat ki

yeh toh hai banjaare yeh tum kaho pyaare
kya ho jab tadap ke dil dil ko pukare
sar haath pe rakh ke saathi puraane aaye
jo dekhte ho woh yaar ko le jaaye
sacche yaaron ki baat mat puchho ji - 2
jo pyar kiya toh pyar kiya
jo nafarat ki soh nafarat ki

tum jo kehte ho hum woh karte hain
hum jo karte hain tum woh kehte ho
ek sharth rakh llo maango jawani de de
kaafi nahi yeh yeh zindagani de de
tum dildaron ki baat mat puchho ji - 2
jo pyar kiya toh pyar kiya
jo nafarat ki soh nafarat ki
hum banjaron ki baat mat puchho ji - 2
jo pyar kiya toh pyar kiya
jo nafarat ki toh nafarat ki

Composição: Laxmikant Pyarelal





Mais tocadas

Ouvir Lata Mangeshkar Ouvir