×
Corrigir

Jalwa Ye Jalwa

Khalid

Lakh Parde Mein Chhupo
Log Nazar Rakhte Hai
Hum Bhi So Parde Ke
Pichhe Ki Khabar Rakhte Hai

Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Kab Tak Rahega Parde Mein Jalwa
Parda Utha Ke Aisa Jalwa Dikha De Le Ke
Phir Main Kisi Ka Kabhi Dekhu Na Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Oh Tera Ye Jalwa
Oh Jalwa Ye Jalwa Ahtera Ye Jalwa

Parda Hai Parda Mera Ye Parda
Parda Hai Parda Mera Ye Parda
Rahne Do Parda Achcha Hai Parda
Parda Uthane Ki Kosis Na Karna
Parda Hataya To Ho Jayega Balwaa
Parda Hai Parda Mera Ye Parda
Oh Parda Hai Parda Oh Mera Ye Parda

Zamanae Se Tumhein Hum Jaante Hai
Tumhari Har Nazar Pahchante Hai
Nigaho Se Meri Bachna Hai Muskil
Ke Is Parde Mein Ab Chhupna Hai Muskil
Bhawar Hai Agar Kasti Kinara Kya Hoga
Nisaane Par Hamaare Ho Tumhara Kya Hoga
Chhuri Hum Hai Katari Bhi
Hey Khanjar Hai To Aari Bhi
Chhuri Hum Hai Katari Bhi
Khanjar Hai To Aari Bhi
Tumko Bhijwa Dunga Main Jhumri Taliyya
Oh Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Parda Utha Ke Aisa Jalwa Dikha De Le
Phir Main Kisi Ka Kabhi Dekhu Na Jalwa
Oh Jalwa Ye Jalwa Oh Tera Ye Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa

Meri Aankho Pe Ek Parda Pada Hai
Galat Hai Baat Phir Bhi Tu Ada Hai
Nisana Tu Nahi Mere Sitam Ka
Ye Behataar Hai Mere Raste Se Hat Jaa
Agar Mujhse Kabhi Uljhe To Muh Ki Khaoge
O Deewane Na Tum
Manae To Jaa Se Jaoge
Shiakri Hoon Pakad Lungi
Sikanje Mein Jakad Lungi
Shiakri Hoon Pakad Lungi
Sikanje Mein Jakad Lungi
Khir Hu Tedhi Mujhko Samkho Na Halwa
Parda Hai Parda Mera Ye Parda
Parda Hai Parda Mera Ye Parda
Parda Uthane Ki Kosis Na Karna
Parda Hataya To Ho Jayega Balwaa
Parda Hai Parda Mera Ye Parda
Parda Hai Parda Mera Ye Parda

Har Bala Naam Mera
Sunte Hi Dar Jaati Hai
Dekh Kar Mujhko
Kayamat Bhi Thahar Jaati Hai

Is Tarah Tu Na Chehak
Is Tarah Tu Na Matak
Mere Ghere Mein Hai Tu
Mere Fande Mein Hai Tu
Mujhse Tu Chand Na Chal
War Karta Hoon Sambhal
Main Hoon Tufaani Hawa
Main Hoon Ek Mauj E Bala
Main Hoon Bijli Ki Kadak
Main Hoon Badal Ki Garaj
Andhi Hai Naam Mera
Jaljala Naam Hai Mera
Main Hoon Salebi Kaja
Pal Mein Kar Dungi Fanah
Meri Talwar Se Bach
Aakhiri Waar Se Bach
Na Aage Badh Nigahein Padh
Nigahein Padh Na Aage Badh
Na Aage Badh Nigahein Padh
Nigahein Padh Na Aage Badh
Varna Nikal Jaayega Haatho Se Nalwa
Parda Hai Parda Hye Hye Mera Ye Parda
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Parda Utha Ke Aisa Jalwa Dikha De Le Ke
Phir Main Kisi Ka Kabhi Dekhu Na Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa
Jalwa Ye Jalwa Tera Ye Jalwa.






Mais tocadas

Ouvir Khalid Ouvir