×
Corrigir

Waah Tera Kya Kehna

Kavita Krishnamurthy

Apne Ruk Se Zara Parda Jo Hataya Humne
Chaand Sa Chehra Jo Mehfil Ko Dikhaya Hummne
Kisi Ki Aankh Jhuk Gayi Jhuk Gayi Jhuk Gayi
Kisi Ki Saas Ruk Gayi Ruk Gayi Ruk Gayi
Kisi Ki Aankh Jhuk Gayi Jhuk Gayi Jhuk Gayi
Kahin Chilman Sark Gaya Kisi Ka Dil Dhadak Gaya
Kahin Chilman Sark Gaya Kisi Ka Dil Dhadak Gaya
Hum Aagaye Mehfil Mein Aayega Ab Maza Ab Maza Ab Maza
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Waah Tera Kya Kehna Are Waah Tera Kya Kehna
Waah Tera Kya Kehna Waah Waah Tera Kya Kehna

Hum To Woh Hai Jo Nazaro Ka Pata Dete Hai
Chaand Taro Ka Sitrao Ka Pata Dete Hai
Zid Pe Aajaye To Sholo Ko Buja Dete Hai
Hum To Pani Mein Bhi Ek Aag Laga Dete Hai
Aise Aashiq Ko Aise Aashiq Ko Hum Ungli Pe Nacha Dete Hai
Sir Karhte Hi Nahin Karke Dekha Dete Hai
Tum Ko Is Tarah Mitaayenge Nishaani Na Mile
Tum Ko Aisi Jaga Mare Jahan Pani Na Mille
Hum Ko Maasoom Na Samjho Ke Ham Chalak Bhi Hai
Jitne Bhole Hai Utne Hi Khatarnak Bhi Hai

Are Ifthadaye Ishq Hai Rota Hai Kya Rota Hai Kya
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya
Waah Tera Kya Kehna Are Waah Tera Kya Kehna
Waah Tera Kya Kehna Waah Waah Tera Kya Kehna

Aise Waise Kaise Kaise Ho Gaye Kaise Kaise Aise Waise Ho Gaye
Mit Gaye Humko Zamane Se Mitane Wale
Bujh Gaye Shama Ke Maneent Bujhane Wale
Khaakh Mein Mil Gaye Khud Khaakh Banane Wale
Qatl Khud Ho Gaye Talwar Dikhane Wale
Chamke Sakta Hai Yeh Jugnu Ujala Kar Nahin Sakte
Uda Ke Khaakh Suraj Ko Yeh Andha Kar Nahin Sakte
To Arz Hai Jo Khud Ko Rahe Wafa Mein Mita Nahin Sakte
Kabhi Woh Manzile Maksood Pa Nahin Sakte
Yeh Char Roz Ki Talwaar Bandhne Wale
Kabhi Hawa Mein Mukafil Mein Aa Nahin Sakte
Kabhi Bhi Aa Nahin Sakte
Kabhi Bhi Aa Nahin Sakte
Aahosh Mein Bekhabar Sota Hai Kya Sota Hai Kya
Aage Aage Dekhiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehhiye Hota Hai Kya

Khuda Kare Ki Haseeno Ke Baap Mar Jaayein
Khuda Kare Ki Haseeno Ke Baap Mar Jaayein
Aur Hamare Waste Maidan Saaf Kar Jaayein Hak Hai Hak Hai
Waah Tera Kya Kehna Are Waah Tera Kya Kehna
Waah Tera Kya Kehna Waah Waah Tera Kya Kehna

Oh Jaaneman Jaaneman Jaaneman
Jaaneman Dekh Aazmaaiye Mein Moch Aa Jaayegi Kalayi Mein
Saamne Aao Jo Dulhan Banke Jaan De De Gaye Mu Dekahyi Mein
Jo Acche Hai Unki Kahani Bhi Achchi
Ladkapan Bhi Achcha Jawani Bhi Achchi
Tere Teer Ko Kyon Na Dil Mein Jaga De
Tere Teer Ko Kyon Na Dil Mein Jaga De
Nishana Bhi Achcha Nishani Bhi Achchi
Nishana Bhi Achcha Nishani Bhi Achchi
Tum Apnni Chahaton Ko Ek Haseen Mod Do
Logo Pe Tomate Lagana Chhod Do
Hota Wohi Hai Jo Manjure Khuda Hota Hai
Taakat Aur Guroor Ka Ab Sheesha Tod Do
Yeh Sheesha Tod Do Tum Yeh Sheesha Tod Do
Allah Miya Ko Sab Patha Hai Socha Hai Kya Socha Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya
Aage Aage Dehkiye Hota Hai Kya

Composição: Jatin-Lalit/Sameer





Mais tocadas

Ouvir Kavita Krishnamurthy Ouvir