×
Corrigir

Sabse Pehle Sangeet Bana

Kavita Krishnamurthy

--MALE--
Sab se pehle sangeet bana
Sab se pehle sangeet bana, ho
Phir sooraj chaand sitaarein
Khushiyon ke sang phir dard bana, ho
Dil banaake phir dilwaale
Phir ishq mohabbat pyaar hua oh ho
Kahin sohni aur mahiwaal hua, oh ho ho
Phir khwaab saja li aankhon mein, ho
Phir sapnon ka sansaar bana, ho ho
Sab se pehle sangeet bana
Phir daulat aur jaagir bani
Rishton ki ek taqdeer bani
Panchhi daheke mausam maheke
Saawan aaye baadal barse
Hai sab kuch uski hi maaya, ho
Jo tha sab se pehle pehle
Sab se pehle sangeet bana, ho
Phir sooraj chaand sitaarein

--FEMALE--
Aah aah aah, aah aah aah
Kudrat ne bhi tha janam liya
Aangan mein saat suron ke
Sargam ki rang phir mahek uthi
Kudrat ke surkh honton pe
Dilbar ke dil ko chhoone laga, ho
Sangeet sanam pehle pehle
Sab se pehle sangeet bana, ho
Phir sooraj chaand sitaarein

--MALE--
Khushiyon ke sang phir dard bana
Dil banaake phir dilwaale

--FEMALE--
Phir ishq mohabbat pyaar hua
Kahin sohni aur mahiwaal hua

--MALE--
Phir khwaab saja li aankhon mein, oh ho
Phir sapnon ka sansaar bana, oh ho ho, oh ho ho

--FEMALE--
Oh ho ho

--MALE--
Oh ho ho
Sab se pehle sangeet bana

--FEMALE--
Phir sooraj chaand sitaarein






Mais tocadas

Ouvir Kavita Krishnamurthy Ouvir