×
Corrigir

Kaab Bikhare Hain Suhaane Kya Kya

Ghulam Ali

kaab bikhare hain suhaane kya kya
lut gaye apane kazaane kya kya

mud ke dekha hi tha maazi ki taraf
aa mile yaar puraane kya kya

aaj dekhi hai jo tasvir teri
yaad aaya hai na jaane kya kya

sirf ik tark-e-taalluq ke liye
tuune dhuundhe hain bahaane kya kya

raat sahara ki rida par ' mohasin'
harf likkhe the hawa ne kya kya






Mais tocadas

Ouvir Ghulam Ali Ouvir