×
Corrigir

Main Khiladi Tu Anari

Abhijeet

Hum donon hain alag alag, Hum donon hain juda juda
Ek duje se kabhi kabhi, rehte hain hum khafa khafa
Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali,
saala ufma aila aigo gori ali ali
Main khiladi tu anari
Main anari tu khiladi.

gaal gulabi nain sharabi hosh udale jaaye,
uf ldki hai ya hai kayamat dil se nikle haye,
sote jagte ladki dekhoon dil dhak dhak dhak dhadke,
Dekho phadke aankh meri tan main shola sa bhadke;
Ladki ladki karke karke ho na jaayen deewane
aisa na ho jaaye ki hum khud ko na pehchane
Baar mera jab bhi hota hai kabhi na jaaye khali
Har taale ki rakhta hun mein apni zeb main chaabi.
Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali,
saala ufma aila aigo gori ali ali
Main khiladi tu anari
Main anari tu khiladi.

Chahe gadwaal ki ho
ya nainitaal ki ho
chahe punjab ki ho
ya fir bengal ki ho
lovely haseen koi dil se dhoondenge
lovely haseen koi dil se dhoondenge
Not permanent temporary dhoondenere

neele chhatri waale ke bhi man main khub samayi
kya socha jo usne ladki jaisi cheez banayi
chikni chikni dekhke soorat dil yeh fisla jaata
ladki nahin banata bolo rab ka to kya jaata
toba toba inki jalwe inki ada nirali
dil karta hai chum ke dil main rakhloon ek dilwaali
Kisi ek ka haath pakadke bana use gharwali
Har din tera bane dussera raat bane deewali.

Ladki dekhi moonh se siti baje haath se taali,
saala ufma aila aigo gori ali ali
Main khiladi tu anari
Main anari tu khiladi.






Mais tocadas

Ouvir Abhijeet Ouvir