×
Corrigir

Jab Se Main Zara

Abhijeet

sa badnaam ho gaya
raam kasam mera bada naam ho gaya
jab tak jeeta rahu yu hi peeta rahu
saaki aur pila are botal munh se laga
lab pe pyaas jagi dil mein aag lagi
ek ghoont mein hi khaali jaam ho gaya
jab se main zara sa

mera ho bada naam ho gaya
mera re bada naam ho gaya

main mehalon mein raha main galiyon mein raha
dekhe jel sabhi jeete khel sabhi
par dil haar diya maine pyaar kiya
hona tha ye mera anjaam ho gaya
jab se main zara sa ...

vo ek shokh gazal vo madmast koyal
vo saavan ki ghata vo parvat ki hava
usko dekh liya vaada ek kiya
aaj se main tera gulaam ho gaya
jab se main zara sa ...

banjaaron ki tarah aavaaron ki tarah
aaye neend jahaan soja yaar vahaan
kal ki kisko khabar kal kuch bhi ho magar
aaj raat ka to intazaam ho gaya
jab se main zara sa






Mais tocadas

Ouvir Abhijeet Ouvir